SPB Foundation

SPB Foundation

Listen to SPB songs non-stop..

Thursday, March 08, 2007

Bekhudi ka Bada Sahara Hai - Ek Hi Bhool




Today's Postng is a melodic Ghazal by our Guruji.
SPB Sang this song with such perfection that I often wondered whether it could be made any better.
He has adapted to the tune & maintained the tempo with great consummation that there is not even a tint of South Indian in his rendition, style or accent.

Movie Name: Ek Hi Bhool (1981)
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1981
Producer: Purnachandra Rao A
Director: T Rama Rao
Actors: Jeetendra,Rekha
Singer: S.P.Balasubrahmaniyam


Bekhudi ka Bada Sahara Hai, Warana Duniya Mein Kya Hamara Hai,
Log Marte Hai Maut Aane se, Humko Is Zindagi Ne Maara Hai
Bekhudi ka Bada Sahara Hai...

Aadmi Kuchh Bhi Nahi Kar Sakta, Waqt Aisa Nahi Gujar Sakta..
Waqt Aisa Magar Gujara Hai..
Bekhudi ka Bada Sahara Hai...

Kitni Halki, Kitni Bojhal Hai, Koi Aurat Nahin Yeh Botal hai,
Band is Mein Jahaan Sara Hai,
Bekhudi ka Bada Sahara Hai...

Is Muqaddar ka Yeh Sitam Dekho, Doobate Jaa Rahe Hai Hum Dekho..
Aur Woh Saamane Kinaara Hai,

Bekhudi ka Bada Sahara Hai, Warana Duniya Mein Kya Hamara Hai,
Log Marte Hai Maut Aane se, Humko Is Zindagi Ne Maara Hai
Bekhudi ka Bada Sahara Hai...


3 comments:

Anonymous said...

Lovely song Vikas.

magisivappa said...

Sangeetham sugam. AVARoda Saaareerathil adhu panmadangu sugam.

EK HI SPB !

Anonymous said...

Hai Vikas, Bahut achhaa gana hai. i love very much this song.

Blog Flux Directory